Doston namaskar aaj ki post mein aap Logon Ko Bata ne ja rahe hain WhatsApp par Bhul Kar Bhi Na Kare Ye Galti 20 lakh account Ho chuke hain Ben Puri post padhne ke baad aapko samajh mein aa Jayega kis Karan se ho rahe hain ben
Do not make mistake even on WhatsApp, these mistakes have been made 2 million accounts Ben in hindi
WhatsApp platform ka galat istemal karne Walon Ko jald hi kanuni Karvai ka Samna karna per sakta hai
Whatsapp ke new Elaan se users ko alert hone ki jarurat hai WhatsApp platform ka galat istemal karne Walon Ko jald hi kanuni karwahi ka Samna karna par sakta hai
Company ne kaha hai Ek sath Kai Sare logo ko message bhejne automated message bhejne ya Apne Niyamo aur
Sarto ka galat istemal karne per kanuni karvai Hogi
Sath hi WhatsApp ab machine learning
Technique se bharkau post aur message
apshabdon ka istemal karne walon
Ki Pehchan Karega iske baad lagatar Seva
Niyamo ka galat istemal karne wale logo
Ka account turant Delete kiya Ja sakega
WhatsApp ne Apne faq page
ke Unauthorized users of WhatsApp policy section main Kaha hai ki koi bhi users ya Sanstha Jo Ek sath bahut Sare yani Bulk
Message bhejega ya automated message bhejega use 7 December ke baad
Se kanooni Karvai ka Samna karna padega
Halaki company Ne nishchit Roop se tay nahin kiya hai ki wharsapp Aise Logon per Kis Tarah Ki kanuni karvai karegi
WhatsApp Ne Kaha ki Humne es platform ko personal message bhejne ke liye tha WhatsApp ko Bhari tadad main message bhejne aur durupyog
Ke liye Ye Nahin banaya gaya WhatsApp ne bataya ki bulk message bhejega ya automated message bhejne par company
3 manth main main 20 lakh account Ben
Kar chuki hai Bata De ki duniya bhar main WhatsApp ke 150 core users hai
Asha Karta Hu Ki yah post samajh
http://makemaneyonlinefast.blogspot.com/2019/08/blog-post.html