Hello doston help to Hindi mein aapka swagat hai Aaj ham aapko bataenge ki banned WhatsApp number ko unbanned kaise kare Iske sath hi aapko yah bhi bataenge WhatsApp ban Kyu Hota Hai WhatsApp banned hone ke kya mukhkhe Karan hai aap iski jankari prapt karna chahte hai to aap bilkul Sahi hi post read kar rahe hai is post ke zariye ham aapko iski Puri jankari Denge
WhatsApp ki popularity ka Mukhkhe Karan iski behtarin futures aur service hai jisse lagatar iski users sankhiya badhati ja rahi hai lekin Kai log Iske future ka galat istemal Bhi Karte Hain isliye Unka number temporary ya parmanent ban ho jata hai
Ek Bar aapka mobile number ban ho jaaye To aap us number se WhatsApp use Nahin kar sakte Lekin WhatsApp per apil Kiya Ja Sakta To Chaliye aapko batate Hain temporary ya permanent banned WhatsApp number ko unbanned kaise kare
Aapka WhatsApp number banned ho chuka hai to Pareshan hone ki koi jarurat Nahin Hai WhatsApp Ne appeal karne ki Suvidha De Rakhi ki hai number ko unbanned karne ki jankari batane se pahle aapko yah batate Hain ki Aakhir WhatsApp number band Kyon Hota Hai
WhatsApp number ban Kyon Hota Hai
WhatsApp number banned hone ke Kuchh mukhkhey Karan hai Koi bhi service ka istemal aap unke terms of service ko follow karke he kar sakte hain agar aap term of service ka ullanghan Karte Hai to WhatsApp aapke number Ko banned Kar Deta hai banned hone ke Kuch mukhkhey Karan
- Aise log Jinke phone book main aapka number save Nahin Hai aur unhen aap bahut Sare message send Karte Hain
- Aapke WhatsApp number ko kam Samay mein Ek ke bad Ek block kiye Jaane Ke Karan
- Aap Koi WhatsApp group create Kiya Hai aur usmein Aise member add kiya Hai Jinke Phone Book mein aapka number book main aapka number save Nahin Hai
- Ek Hi message ko bahut Sare Logon Ko send karna
- ashlil message photo video share karna
- Third party app WhatsApp plus OG WhatsApp GB WhatsApp ka istemal karna
To ye tha WhatsApp number ban Kyon Hota Hai WhatsApp number banned hone ke mukhkhey karan agar aap WhatsApp per ban Nahin hona Chahte to uske termsof
Service ko acchi Tarah Jarur padhe aur unhen follow kijiye Chaliye ab unbanned karne ki jankari pradan Karte Hain
WhatsApp number unbanned kaise kare
Jab aap ka WhatsApp number band Ho Jata Hai to ek message so Hota Hai your phone number +911146746786 is banned from using wharsapp contact support for help Yaha support option per jana hai Jaise screenshot Mein bataya gaya hai
Iske bad aapko ek message type karna hai hai Jaise
my WhatsApp number has been banned please turn it on again +911146746786 Yahan apna WhatsApp number likhe FIR upar next ko select kijiye
Ab search fag aaega Yahan sabse Neeche this is not answer my question ko select karna hai niche screenshot mein bhi aap dekh sakte hain
Agale step Mein contact support option aaega Yahan Gmail ko select karna hai
Iske bad pura data automatically generate ho jaega aapko sirf send karna hai niche screen shot Ki Tarah send option ko select Karke send kar dijiye
Aapke dwara email send karne ke bad support team Remove Karenge Agar unhen lagega ki aap ke number ko by mistake banned kar Diya gaya hai to support team
72 ghante bad unbanned kar Diya jaega
Request bhejne ke bad Bhi Agar unbanned Na Ho To iska matlab aapka ka WhatsApp number permanently band kar diya Gaya Hai Aise condition mein aap new number se new WhatsApp account open Kar Lijiye
(Dhyan De) bahut logon ka number lagbhag do mahine baad unban Ho raha hai agar request send karne se unbanned Na Ho To do mahine bad Apne WhatsApp number Ko Ek Bar check Jarur kijiyega
Is post mein aapko bataya ki WhatsApp number ban Kyon Hota Hai temporary Bannned WhatsApp number ko unbanned kaise kare whatapp number ko unbanned kaise karen banned WhatsApp number ko unbanned karne How to provide your banned Whatsapp number unbanned in hindi main ki Gai jankari Agar aapko banned whatsapp unbanned kaise karne main ya active karne main aapko koi bhi paresani I to comment box mein comment Karen agar aapko post Pasand Aaye To is post ko Apne doston ke sath share karna na Bhule Thank you
Post Views: 151
Nice post sir
Kaisekyakare.net